या अली अलैहिस्सलाम 🙌🙌🙌🙌🙌
361 Posts • 218K views
Flag Changing ceremony at Holy Shrine of Amir Ul Momineen Farooq E Azam Wa Siddique Akbar Maula E Kainaat Imam Ali Ibne Abi Talib Alaihimussalam Flag has been changed from Green to Black signify for Muharram in Najaf, Iraq. muharram 2025 Zikr O Azkaar Niyaz O Sabil Ka Khub Ahtemam Karen Aur Imam Hussain Wa Shohda E Karbala Ki Bargah E Aqdas Mai Pesh Karen. Gham Koi Na De Hum Ko Siwaye Ghame Shabbir Shabbir Ka Gham Bant Raha Hai To Idhar De Aameen Ya Rabb Al Aalameen ❤️ Assalamu Alaika Ya Sayyed Us Shohda Imam Hussain Ibne RasoolAllah Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam 💞 ___________________♥️___________________ اللَّهُمَّ الَعَن قَتَلة الحسينؐ وقَتَلة اولاد الحسينؐ وقَتَلة اصحاب الحسينؐ وقَتَلة انصار الحسينؐ ‏اَلسَّلامُ عَلَى الْحُسَیْنِ ، وَعَلٰى عَلِىِّ بْنِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَوْلادِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَصْحٰابِ الْحُسَیْن. Allahumma Salle Ala Sayyedatina Zainab wa Ummiha wa Jaddiha wa Abeeha wa Akhwaahina wa Ba'aleeha wa Baneeha wa Baarik wa Sallim. 💞 Allahumma Salle Ala Jaddil Hasnain wa Ummil Hasnain wa Abil Hasnain wa Ukhtil Hasnain wa Alaihima wa Aalihi wa Ashabihi wa Baarik wa Sallim. 💞 Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Khadijah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim 💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #या अली मौला अली #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #या अली अलैहिस्सलाम 🙌🙌🙌🙌🙌 #mohharam coming soon Ya Hussain Hak Hussain ❤️❤️ 🌹🌹 #🤲अल्लाह हु अक़बर
273 likes
73 shares
Tum kis cheez ki gawahi dete ho?"👇 Hazrat Jareer RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Hijjatul Wida ke mauqa par Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke saath they. Hum ek aisi jagah pahunche jise Gadeer-e-Khum kehte hain. Namaz baa-Jama'at hone ki nida aayi to saare Muhajareen wa Ansar jama hogaye. Fir Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam hamare darmiyaan Khade hue aur Khitaab farmaya: "Ay logo! Tum kis cheez ki gawahi dete ho?" Unhone kaha: Hum gawahi dete hain ke Allah ke siwa koi mabood nahi! Aap ﷺ ne farmaya: "Fir kiski?" Unhone kaha: "Beshak Muhammad Uske Bande aur Rasool Hain!" Aap SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya: "Tumhara Wali kaun hai?" Unhone kaha: Allah aur Uska Rasool ﷺ. Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne fir farmaya: "Tumhara Wali aur Kaun hai?" Tab Aap SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Hazrat Ali Alaihissalam ko Baazu se pakad kar khada kiya aur (Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ke) Dono Baazu thaam kar farmaya: "Allah aur Uska Rasool jiske Maula hain uska Ye (Ali) Maula hai! Ay Allah! jo Ali ko Dost rakhe Tu usey Dost rakh (aur) jo Is (Ali) se adawat rakhe Tu us se adawat rakh! Ay Allah! jo Isey Mehboob rakhe Tu usey mehboob rakh aur jo Is se bugz rakhe Tu us se bugz rakh!" Tabrani, Mujam al Kabeer, 2/357, Hadees 2505 Haysami, Majma uz Zawaid, 9/106 Hisamuddin Hindi, Kanzul Ummal, 13/138_139, Hadees 36437 Ibne Asakir, Tarikh-e-Damishq ash Kabeer, 45/179 Kanzul Mattalib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam, Hadees 42 #ya rasool allah #या अली अलैहिस्सलाम 🙌🙌🙌🙌🙌 #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #🤲अल्लाह हु अक़बर #❤️अस्सलामु अलैकुम
77 likes
25 shares
Jummah Mubarak ❤️ Sayyeduna Maula Ali al Murtaza KarramAllahu Wajhahul Kareem se riwayat hai ke: "Allah Ta'ala ke zameen par kuch Farishte aise hain jinko Noor se paida kiya gaya aur wo zameen par sirf Juma ki raat aur Juma ke din utrate hain. Unke haath ne sone ke qalam aur chaandi ki dawaaten aur Noor ke awraaq hote hain aur wo sirf Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par Durood likhte hain!" Aur Imam Jafar Sadiq Alaihissalam farmate hain ke "Jumeraat ke din Asar ka waqt hota hai to Allah Ta'ala aasmaan se zameen ki taraf aise Farishto ko nazil farmata hai jinke paas Sufahaat hote hain aur Unke haatho me sone ke qalam hote hain aur ye Farishte us din aur raat aur agle din gurub-e-aaftaab (yaani thursday ki shaam se Friday ki magrib tak) Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par Durood likhte hain!" Alaihim Afdalus Salawatu was Salaam Daylami, Musnad al Firdaus, 1/184, H 8700 Bayheqi, Shobul Imaan, 3/112, H3037 (Yaani jo log Durood Shareef padhte hain unka Durood likhte hain. Aur Ahadees me hai ke In aukaat me jisne sabse zyada Durood padha ho us khushkismat ka naam alag se Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Bargah-e-Aqdas me pesh karte hain!) Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadi Nin Nabiyyil Ummiyyil Habibil Aalil Qadril Azeemil Jaahi wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim. . . Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #या अली अलैहिस्सलाम 🙌🙌🙌🙌🙌 #jumma mubarak . #ya rasool allah
19 likes
18 shares
Ahle Bait Ke Gham Mai Aansu Bahane Par Ajr Rabi Bin Munzir Apne Walid Se Bayan Karte Hain Ke Unke Walid Ne Kaha Ke Huzoor Imam Hussain ibn Ali Alaihisalam Farmaya Karte The Kay Hamarey Liye Jisne Ansu Baha'ye , Ya Jiski Ankhoon Se Ansu Ka Ek Katara Jaari Hua , Allah Azzawajal iske Badley isey Jannat Dega. - Imam Ahmad Bin Hanbal Fazail-As-Sahaba 1154 .Assalamu Alaika Ya Sayyed Us Shohda Imam Hussain Ibne RasoolAllah Alaihim Afdalus Salawatu Was Salaam 💞 اللَّهُمَّ الَعَن قَتَلة الحسينؐ وقَتَلة اولاد الحسينؐ وقَتَلة اصحاب الحسينؐ وقَتَلة انصار الحسينؐ ‏اَلسَّلامُ عَلَى الْحُسَیْنِ ، وَعَلٰى عَلِىِّ بْنِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَوْلادِ الْحُسَیْنِ ، وَعَلىٰ اَصْحٰابِ الْحُسَیْن. Allahumma Salle Ala Sayyedatina Zainab wa Ummiha wa Jaddiha wa Abeeha wa Akhwaahina wa Ba'aleeha wa Baneeha wa Baarik wa Sallim. 💞 Allahumma Salle Ala Jaddil Hasnain wa Ummil Hasnain wa Abil Hasnain wa Ukhtil Hasnain wa Alaihima wa Aalihi wa Ashabihi wa Baarik wa Sallim. 💞 Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Khadijah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim 💞 Follow for More Chaudhary Abdul Aziz Rayeen #या अली मौला अली #या अली अलैहिस्सलाम 🙌🙌🙌🙌🙌 #mohharam coming soon Ya Hussain Hak Hussain ❤️❤️ 🌹🌹 #❤️HAQ HUSSAIN❤️MAULA HUSSAIN❤️ #🤲इस्लाम की प्यारी बातें
40 likes
16 shares