⭑⋆ابدلـᷡــͤــͤــꙷــͣــᷢـــاذیز⭑⋆
590 views • 3 days ago
559th Urs Mubarak Aale Rasool ﷺ Aulad E Ali O Sayyeda Batool , Noor E Ayn E Hasnain Karimain, Noor E Panjatan, Shahenshah E Samandar Shaahe Mumbai, Qutub E Zaman, Hazrat Peer Sayyed #PiyaHajiAli Shah_Bukhari RadiAllahu Ta'ala Anhu 👑
Short Introduction
♥️
🌹Name: Hazrat Haji Ali Bukhari
🌹Titles : Haji, Sultan E Samandar, Qutbe Zaman
🌹Father : Sayyed Kabir Uddin R. A
🌹Mother :Sayyeda Bibi Zainab R. A
🌹Born : 21st Rajab 850 HA.15 December 1429.
🌹Age : 88.
🌹Death : 16th Rabi Ul Aakhir, 15th Century
🌹Date of Urs: 16th of (Rabi-ul-Aakhir)(17th Shab)
🌹Resting Place : Dargah Haji Ali Mumbai, India
♥️
Aap Hussaini Sadat Mai Se Hain Aapke Walid Kabirruddin Aur Walida Majida Sayyeda Bibi Zainab Hain
Wiladat : 21st Rajab 850 HA.15 December 1429.
Aap Bukhara Se Hindustan Mai Tashreef Laaye They.
Aap apni waalida ki ijaazat lekar apne bhai ke saath Bukhara chhodkar nikal gaye. Safar karte hue jab Aap Hindustan me Mumbai pahunche to aap ne yahi sukoonat ikhtiyaar karne ka faisla kiya aur apne bhai ko waapas bhej diya aur us ke saath apni waalida ko khat likhkar apna faisla bataaya aur un ki maafi maangi.
Phir Aap kai saal tak wahi par rehkar ibaadat e ilāhi aur isha’at e Islaam karte rahe aur logo ko ta’aleem dete rahe.
Makka ki jaanib safar ke dauraan Aap ka wisaal hua.
Wisaal se pehle Aap ne apne saathiyo ko wasiyat ki thi ke ‘Mujhe kafan pehnakar mere jism ko ek sandooq me rakhkar samundar me baha dena. Jaha par meri mayyat pahunchegi waha ke log mujhe dafn karenge.’
Is tarah Aap Hindustan ke samundar kinaare pahunche aur Aap ko wahi par samundar ke bich me pahaadi par dafn kiya gaya.
Allahumma Salle Ala Sayyedina Mohammadi Nin Nabiyyi wa Azwajihi Ummahatul Mumineen wa Zurriyatihi wa Ahle Baytihi kama Sallaita Ala Ibrahima Innaka Hamidum Majeed 💞 #🌴हाजी अली 👳 मुंबई दरगाह दरिया🕌 हाजी अली करम कर दो🤲 इस्लामी पोस्ट🕋 फॉलो करो👍 #दरगाह #🤲इस्लाम की प्यारी बातें #❤️अस्सलामु अलैकुम #🕋❀◕❀मेरा प्यारा इस्लाम❀◕❀🕋
15 likes
8 shares